famous poetry of Iqbal

1)
Zameer jag hi jata hai, ager zindah ho iqbal

kabhi gunah se pehle, to kabhi gunah k bad

2)

Hansi Aati Hai Mujhe Hasrate Insaan Par
Gunah Karta Hai Khud Aur Lanat Bhejta Hai Saitan Par

3)

Kafir Ha To Shamsher Pe Karta Ha Bharosa
Momin Ha To Be Tegh Larta Ha Sipahi

4)

Mita De Apni Hasti Ko Agar Khuch Mrtaba Chahee 
Ke Dana Khak Me Milkar Gul O Gulzar Banta Hea

5)

Muhabbt Ki Tamna Hai To Phir Wo Vasf Peda Kr
Jahan Sy Ishq Chalta Hai  Wahan Tk Naaam Peda Kr

Agr Satcha Hai Ishq Me Tuu Ay Bani ADAM 
Nighah-E-Ishq Peda Kr 

Main Tujh Ko Tujh Sy Ziada Chahun Ga
Magr Shart Ye Hai K Apny Andr Justju To Pedaa Kr

Agr Na Badlu Teri Khatir Har Ek Cheez To Kehna
Tu Apny Aap Me Pehly ANDAAAZ-E-Wafa To Pede Kr

6)

Es Doar Ki Zulmat Mein Har Qalbe Preeshan Ko 
Wo Daghe Muhabbat De Jo Chand Ko Sharma De

7)

Lab Pay Aati Hai Dua Ban Ke Tamanna Meri
Zindagi Shama Ki Soorat Ho Khudaaya Meri

Daur Duniya Ka Marey Dam Se Andhera Ho Jaye
Har Jagah Mere Chamaknay Se Ujala Ho Jaye

Ho Marey Dam Se Yuhin Mere Watan Ki Zeenat
Jis Terhan Phool Se Hoti Hai Chaman Ki Zeenat

Zindagi Ho Meri Parwanay Ki Soorat Ya Rab
Ilm Ki Shama Se Ho Mujh Ko Mohabbat Ya Rab

Ho Mra Kaam Ghareebon Ki Himayat Karna
Dardmandon Se Zaeefon Se Mohabbat Karna

Marey Allah ! Buraiee Se Bachana Mujh Ko
Naik Jo Raah Ho Is Reh Pay Chalana Mujh Ko

Rating :
0
0 votes

Be the first one to post a review!

Write a Review