Challange SMS


*Reply must*
1) Lahore ka purana naam kya tha.
 
2)kis shahar main aaj tak kisi ne khudkushi nahi ki.
 
3)wo kon sa pathar hai jo pani me nahi doobta.
 
4)duniya ke kon c country hai jahan saanp (snake) nahi hote.
 
5)duniya ka kon sa janwar hai jiski 3 ankhein hain.
 
6)kon sy shahar me 1 aisa drakht hai jis k patte subah ko white dopahar ko red shaam ko green or raat ko black ho jate hain.
 
it"s Chalenge.
Answers:
1 = Labokla
2 = Ghost Town
3 = wood
4 = Ireland
5 = tuatara
6 = acer palmatum mama
 
 
Ek sawal ap k liye.
jawab de diya to ap se ziyada zaheen meri nazar main aor koi nahi ho ga.
 
Ek badshah ka vazeer ghlti karta hai.
to badshah usay mout ki saza deta hai.
vazeer ko ek kamray main band kar k usay ek kabotar de diya jata hai.
aor kaha jata hai.
tum is kabotar ko jis tarah se maro ge ham tumhain bilkul usi tarah ki mout dain ge.
vazeer kabotar ko maar deta hai lakin khud zinda rahta hai.
kesay reply must.
"i m waiting.
 
 
Most Difficult. .
. . Questions !
 
1) wo konsa rishta hai jo banta hee tutane k liye hai?
Ans:zindagi ar mot ka rishta
 
 
2) Zindagi mein wo konsi khuwahish hai jo kabhi puri nahi ho sakti ?
hamesha zinda rehny ki kuwahish
 
 
3) Wo kia hai jo insaan kisi se le sakta hai de nahi sakta?
kafan.
 


Rating :
0
0 votes

Shahzad Hussain

Shahzad Hussain

08-Oct-2019 01:25 AM
Wo us kabotar ko apny monh (mouth) se marta he us ki gardan ko monh main lay k mar data he tu is trah se koi b admi kisi ki gardan ko apny monh se daboch ni sakta is trah wo bach jata he

Write a Review