Islamic Wisdom SMS


1) !.”Mujy Is Tarah Apni Mohabbat Mein
Masroof kar De..!
“Mere Allah”..!
“K”
!..”Mujhe Saas tak Na Aaye
Tere Zikr K Bagair”.!”

2) Ghafil tujhy gharyal ye deta hai mnadi
gardoon nay ghari umer ki teri ek or gtadi
jagna hai tu jaglay aflak k saya talay
hashar tak soya rhy ga khak k saya talay….

4) A…Allah se daro…
B…Bismillah se shuro karo…
C…Chor ko saza do…
D…Deen seekho……
E…Eilum hasil karo……
F…Farz ada karo…
G…Gussa mat karo…
H…Haj ada karo…
I…Ibadat karo…
J…Jannat millegi…
K….Kalma pado…
L…Laa ilaha illalha…
M…Muhammad your rasool Allah…
N…Namaz pado…
O…Omar ka lihaz karo…
P…Parda karo…
Q…Quran pado…
R…Roza rakho…
S…Shukar ada karo…
T…Tauba karo…
U…Ummeed rakho…
V…Vazoo karo…
W…Waqt ka lihaz karo…
X…Xtra nafil pado…
Y…Yakeen karo Allah per…
Z…Zikr Allah ka karo…
*These Are The True Meanings of Alphabets,
….
5) Islam is University,
World is class room,
Quran is Sylabus,
Hazrat Muhammad SAW is the teacher,
Allah is the Examiner,
Try to pass the final exam
-----
6) "Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat Ali )
….
7) “Anmol Bat”
Jab “RAB” se baat karne ko dil chahe to “NAMAZ” parha karo,
Or jab tm chahte ho k “RAB” tm se baat kare to “QURAN” parha karo.

8) "Hazrat Ali"
1)Kamyabi hoslon Se milit hai.
2)Hosley doston Se milte hain.
3)Dost muqadron Se milte hain.
4)Maqadar insan khud banata hai.
(Dunyia main wo he log sarbuland rehty hain, Jo takabur ke Taj ko dor pheank dety hain)
….
9) ‘Jab Tumhara Dil Gunah ke Kamon mein Lagna Shuro ho Jaye to Yeh is Baat ki Daleel hai ke Tumhara Rab Tum se Naraz hai…’
Hazrat Ali (Razi Allah ta-ala Anho)

10) Parinday Apny Paon Or iNsan Apni Zuban ki Waja Se JaaL Me Phanstay Hen _ Guftagu Me Narmi ikhtyar kro _ Q k Lehjy ka Asar ALfaz Se Ziyada Hota hy
….
11) Log tung-dasti se jtna darty hain
agar dozakh se dare'n tou dono' se bach jaye'n
Maal se jtni mohabbat karty hain
agar jannat se kare'n tou dono' pa le'n"
Imam Ghazali

12) "Zndgi ki Asal khoobsurti
ye nahin k tum kitne khush ho,
balke zindgi ki asal khoobsurti
to ye h k doosre tum se kitna khush hain"
Imam ALI (a.s)

13) Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…
..
14) Insaan ki Tabhai
3 bataoun ma hai
(1) Toba ki umeed par gunha karna
(2) Zindagi ki umeed par tubha na karna
(3) tuba k bagair naimat kee umeed rakhna
….
15) 'Apni Zubaan Ki Taizi Us "MAA" Per Mat Aazmao, Jisnay Tumhein Bolna Sikhaya'
Hazrat ALI (R.A)
….
16) Hamesha apni chhotti chhotti ghaltiyon se bachne ki koshish karo!
Q k insan paharron se nhi chottay pathron se thokar khata hai.”
HAZRAT ALI. (R.A)
….
17) Remember!
Never make any decision in anger
&
Never promise in happiness!
(Hazrat Ali A.S)
….
18) Jis ne tmhare sath burayi ki ho,
uske sath tum ehsaan kar k uska badla de do,
kyun k ehsaan bad-zubaano ki zubaan band karta he.!
Hazrat ALI (R.A)
….
19) Ashfaq Ahmed ZAVIA Mein Likhtay Hain:

"Mere Pas 1 Bili Thi.
Us Ko Jab Bhuk Lagti Thi Aa Kr Mere Paun Chat'ti Thi.
Aur Mein Usy Khana Dai Deta Tha.

Eik Din Mene Socha K Ye Bili Mujh Sy Behtar Hai.
Is Ko Pakka Yakeen Hai K Apny Malik K Pas Sy Is Ki Talab Puri Ho Gi,
Aur Insan Ko Yakeen Nahi.

Insan Har Fikar Apny Zimay Lai Laita Hai.
Un Kamon Ki Bhi Jo Us K Ikhtiyar Mai Nahi.

Apni Har Talab ALLAH Se Maango
Aur Qabooliyat Ka Mukamal Yaqeen Rakho.
……
20) Agar Dunia Main Koi Shakhs Dosray Shakh K Gunahon Ko Chupata Hai
Aur Parda Poshi Karta Hai
To Roz-e-Qiyamat ALLAH TA'ALA Bhi
Us Ke Gunahon ki Pardha Poshi Kare Ga Aur Usay Muaf Kar De Ga.
….

Rating :
0
0 votes

Be the first one to post a review!

Write a Review