Quran, Hadees SMS


1) Al-Qur’aan : Agr Tum Sabar Kro Aur Allah Se Darrtay Raho
Tau Inn (Kaafiro’n ) Ka Makar Tum Ko Zra Sa Bhi Nuqsaan Nhi Pohnchaa Sakta.
(Parah #4, Surah, Al-Imraan, Ayat #120)
Jum’aa Mubarak And Subha Bakhair..!

2) Nabi (s.a.w) said: Fahesh Goi jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Aebdaar karti hai,

Aur Haya jis Cheez mein Hoti Hai
Usko Zeenat Deti Hai. Tirmizi
….
3) And be not like those who forgot Allah (i.e. became disobedient to Allah) and He caused them to forget their ownselves, (let them to forget to do righteous deeds). Those are the Fasiqun (rebellious, disobedient to Allah). [Al-Qur'an 59:19]
…..
4) It is part of the Sunna that
A man should accompany his guest
to the door of the house.
(Ibn Majah, Baihaqi).
….
4) And strive for Allah with the striving due to Him. He has chosen you and has not placed upon you in the religion any difficulty. (Al-Hajj 22:78)
….
5) Then as to those who
disbelieve I will chastise them
with severe chastisement
in this world and the
hereafter and they
shall have no helpers .?
< Al- Qura’an >
....
6) And remind, for indeed, the reminder benefits the believers. [ Surah Adh-Dhariyat 51:55 ]
“Aur ager HUM Insan ko apni Taraf say Nemat Ata Karain, phir uss say usko Mehroom Kar Dain to (wo Allah ki Rehmat Se) Na Umeed (Aur Pehlay say A’ta karda Naimatun per) Na-Shukra (Ho Jata) Hai”. [Surah Al-Hood]
….

7) HADEES,"ALLAH KI AZMAT DIL ME BITHAO WO TUMHE BAKSH DAIN GE"..

8) Allah k nazdik sub se pasandida amal waqt pe namaz parhna he, phir waldain k sath acha sulok karna or phir raah e Khuda me jihad karna he
-Bukhari, Hadees 528
…..
9) "GUFTAGO K AADAB"
ALLAH k farman ha:
"Aey MOHAMMAD (S.A.W)! mere bando se keh do k zuban se wo baat nikala krain jo ahsan ho, achi ho"
"Aey eman walo!tum q wo baat kehte hojo tum khud krte nahi ho"
---------------
10) Hadis;
'Jis waqt tum bemar ya mayyat k pas aao to bhalai ki baat kaho q k is waqt jo tum khatay ho farishtey is peameen khatay hay
-----
11) Ibtida hø kuch is tarha se tery naam k sath, ( YA ALLAH )
K din guzar jaye teri rahmatøn k nazøøl men..!!
 
 
 




Rating :
0
0 votes

Be the first one to post a review!

Write a Review